Link Back To Madhu's Home Page
Link Back To Favorite Female Singers
Link Back To Favorite Male Singers
Link Back To Lata Mangeshkar Songs
Link Back To Talat Mehmood Songs
Aas (1953) starring Kamini Kaushal, Shekhar & Om Prakash.
Lyrics: Shailendra
Music Director: Shankar Jaikishan
lyrics for chaahe nainaa churaao, chaahe daaman bachaao, pyaar ho ke rahegaa.
Link to YouTube for video of chaahe naina churao
Kamini Kaushal & Shekhar are watching. Not sure who the actors are for whom Talat Mahmood
& Lata Mangeshkar sang.
Aawaz (1956) starring Nalini Jaywant, Usha Kiran, Rajendra Kumar, Nasir Hussain, Zul Vellani,
Jagdeep & Leela Chitnis.
Lyrics: Shailendra
Music Director: Salil Chowdhury
Link to YouTube for video of dil deewana dil mastana maane na
lyrics for dil diivaanaa dil mastaanaa maane na, lagii bujhaanaa buraa zamaanaa jaane na. bhiigaa bhiigaa pahluu hai dildaar
jahaaN. bhiigii bhiigii raaton kaa vo pyaar kahaaN.
Ajeeb Ladki (1952) starring Jayant, Rehman, Shashikala, Naseem & Kukoo.
Lyrics: Shakeel Badayuni
Music Director: Ghulam Mohammad
lyrics for chhoDo chhoDo jii piyaa meraa toDo naa jiyaa, hamen tumse garaz, tumhen hum se.
ek bewafa ko dil ka sahara samajh
lyrics for ek bevafaaa ko dil kaa sahaaraa samajh liyaa, patthar ko hum ne aaNkh kaa taaraa samajh liyaa. ek bevafaaa ko dil
kaa sahaaraa samajh liyaa, dushman ko hum ne jaan se pyaaraa samajh liyaa.
Anhonee (1952) starring Raj Kapoor & Nargis.
Lyrics: Shailendra
Music Director: Roshan Lal
lyrics for mere dil kii dhaDkan kyaa bole? kyaa bole? mai jaanuuN aur tuu jaane, mai jaanuuN aur tuu jaane. meraa pyaar bharaa
man kyon Dole? kyon Dole? mai jaanuuN aur tuu jaane, mai jaanuuN aur tuu jaane.
Link to YouTube for video of mere dil ki dhadkan kya bole
lyrics for samaa ke dil mein hamaare zaraa Khayaal rahe, hamen na koii pukaare, zaraa Khayaal rahe.
Burmah Road (1962) starring Ashok Kumar, Sheikh Mukhtar, Kumkum, Vijaya Choudhury, Moti
Sagar, Uma Dutt, Mohan Choti, Murad & Jeevankala.
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Chitragupt
lyrics for mausam ye pukaare, mastii mein lekar, matvaale dil kaa kaaravaaN. sar pe hai hamaare, chaahat kaa aaNchal, kadmon
ke niiche aasamaaN. mausam ye pukaare
Link to YouTube for video of mausam ye pukaare
Talat Mahmood sang for Moti Sagar & Lata Mangeshkar sang for Kumkum.
Chhaya (1961) starring Asha Parekh, Sunil Dutt, Nazir Hussain, Nirupa Roy, Lalita Pawar
& Asit Sen.
Director: Hrishikesh Mukherjee
Lyrics: Rajinder Krishan
Music Director: Salil Chowdhury
itna na mujhse tu pyar badha ki mai
Link to YouTube for video of itna na mujhse tu pyar badha
Chhote Babu (1957) starring Nimmi, Abhi Bhattacharya, Shekhar, Helen, Agha, Leela Mishra
& Kanhaiya Lal.
Lyrics: Indeewar & Kaifi Irani
Music Director: Madan Mohan
teri chamakti ankhon ke aage sitare
lyrics for terii chamaktii aaNkhon ke aage ye sitaare kuchh bhii nahiin. tuu jo baDhaa de haath zaraa, duniyaa ke sahaare
kuchh bhii nahiin.
Devta (1956) starring Anjali Devi, Vyjantimala, Gemini Ganeshan & Agha.
Lyrics: Rajinder Krishan
Music Director: C. Ramchandra
lyrics for kisii se pyaar hai humko magar ham na bataayenge. tumhaarii in jhukii aaNkho.n se hum to jaan jaayenge.
Link to YouTube for video of kisi se pyar hai humko magar hum na bataayenge
Ek Gaon Ki Kahani (1957) starring Talat Mahmood, Mala Sinha, Abhi Bhattacharya & Nirupa
Roy.
Lyrics: Shailendra
Music Director: Salil Chowdhury
mere sang piya ghabraaye mora jiya
lyrics for o haay koii dekh legaa. mere sang piyaa ghabraaye moraa jiyaa re, haay koii dekh legaa. o koii kyaa dekh legaa,
priit kii ye Dorii duniyaa se nahiin chorii re, koii kyaa dekh legaa. mai to ye prem galii pahle-pahal aaj chali, mere sang
piyaa ghabraaye moraa jiyaa re, haay koii dekh legaa.
Link to YouTube for video of mere sang piya ghabaraaye mora jiya re haay koi dekh lega
Talat Mahmood sang for himself. Lata Mangeshkar sang for Mala Sinha.
Ek Phool Char Kante (1960) starring Waheeda Rehman, Sunil Dutt, Johnny Walker, Helen,
David & Dhumal.
Lyrics: Shailendra
Music Director: Shankar Jaikishan
dil ai dil bahaaron se mil sitaaron
lyrics for dil ai dil bahaaron se mil sitaaron se aaNkhen milaa. ye samaa ye rangiin samaa, mausam bhii hai pyaar kaa. yahii
hai mere tere Khvaabon kii duniyaa. dil ai dil.
Link to YouTube for video of dil ai dil bahaaron se mil
Talat Mahmood sang for Sunil Dutt & Lata Mangeshkar sang for Waheeda Rehman.
Hum Hain Rahi Pyar Ke (1960) - unreleased
Lyrics: Jan Nisar Akhtar
Music Director: Khaiyyam
lyrics for baDii mushkil hai tujhe bhuul jaanaa. baDaa sangdil hai ye zaalim zamaanaa.
Link to YouTube for audio of badi mushkil hai tumhe bhool jaanaa.
lyrics for raaz siine mein mohabbat kaa chhupaaye rakhnaa. shamaa jo dil mein jalaayii hai jalaaye rakhnaa.
Link to YouTube for audio of raaz seene mei chhupaye rakhna.
Insaniyat (1955) starring Bina Rai, Dev Anand, Dilip Kumar, Jayant, Shobhana Samarth,
Vijaylaxmi & Agha.
Lyrics: Rajinder Krishan
Music Director: C. Ramchandra
Link to YouTube for video of aayi jhoomti bahaar laayi dil ka qarar
Talat Mahmood sang for Dev Anand & Lata Mangeshkar sang for Bina Rai.
Jahan Ara (1964) starring Mala Sinha in the title role along with Bharat Bhushan, Prithviraj
Kapoor, Shashikala, Om Prakash, Randhir & Sunder.
Lyrics: Rajinder Krishan
Music Director: Madan Mohan
ai sanam aaj ye kasam khaayen
Kavi (1954) starring Bharat Bhushan, Nalini Jaywant, Geeta Bali & Om Prakash.
Lyrics: Rajinder Krishan
Music Director: C. Ramchandra
tere raaste pe humne ghar bana liya
lyrics for tere raaste pe hum ne ik ghar banaa liyaa hai. terii muskuraahaTon se is ko sajaa liyaa hai.
Laila Majnu (1953) starring Nutan & Shammi Kapoor.
Lyrics: Shakeel Badayuni
Music Director: Ghulam Mohammad
asmanwale teri duniya se jee ghabra
lyrics for aasamaaN vaale terii duniyaa se jii ghabaraa gayaa, chaar din kii chaaNdnii men Gam kaa baadal chhaa gayaa. aasamaaN
vaale terii duniyaa se jii ghabraa gayaa. jal gayaa dil soz-e-Gam se, jab koii yaad aa gayaa. aasmaaN vaale terii duniyaa
se jii ghabraa gayaa.
Mausi (1958) starring Ramesh Deo, Reshma & Vandana.
Lyrics: Bharat Vyas
Music Director: Vasant Desai
tim tim tim taaron ke deep jaley
lyrics for Tim Tim Tim taaron ke diip jale, niile aakaash tale, hum donon kii priit pale.
Meenar (1954) starring Beena Rai & Bharat Bhushan.
Lyrics: Rajinder Krishan
Music Director: C. Ramchandra
zara mud ke to dekho saajanaa
lyrics for zaraa muD ke to dekho saajanaa, wo piichhe rah gayaa bachpanaa aur aage khaDii hai jawaanii. bachpan kaa zamaanaa
ho chukaa, ho ho chukaa, bachpan kaa zamaanaa ho chukaa, ye khel puraanaa ho chukaa, ab hogii nayii kahaanii.
Link to YouTube for video of zara mud ke to dekho saajanaa
Parchhain (1952) starring V. Shantaram, Jayshree & Sandhya.
Producer: Raj Kamal
Director: V. Shantaram
Lyrics: Noor Lucknavi
Music Director: C. Ramchandra
apni kaho kuch meri suno kya dil ka
lyrics for apnii kaho kuchh merii suno, kyaa dil kaa lagaanaa bhuul gaye, kyaa bhuul gaye. rone kii aadat aisii paDii, haNsne
kaa taraanaa bhuul gaye, haaN bhuul gaye.
Link to YouTube for video of apni kaho kuch meri suno
lyrics for dil dil se kah rahaa hai, jo tuu hai vahii mai huuN. donon kii ik sadaa hai, jo tuu hai vahii mai huuN.
Link to YouTube for video of dil dil se keh raha hai
ghar mei aake mujhe loot liya
lyrics for lagaake haathon mein mehndii halaal kar daalaa, banaake mast mujhe haay! vaar kar daalaa. kisii ne mujhko mere
ghar mein aake luuT liyaa, luuT liyaa. kisii gariib ko ghar mein bulaake luuT liyaa.
Link to YouTube for video of kisi ne ghar mei aake mujhe loot liya
Talat Mahmood sang for V. Shantaram. I think Lata sang for Jayshree but I don't recognize
her. She was married to V. Shantaram and only came in a few movies.
Pocketmaar (1956) starring Geeta Bali, Dev Anand, Nadira, Gope & Sunder.
Lyrics: Rajinder Krishan
Music Director: Madan Mohan
ye nayi nayi preet hai
lyrics for ye nayii nayii priit hai, tuu hii to meraa miit hai. naa jaane koii saajanaa, ye terii merii daastaan.
Link to YouTube for video of ye nayi nayi preet hai
Talat Mahmood sang for Dev Anand & Lata Mangeshkar sang for Geeta Bali.
Prem Patra (1962) starring Sadhana & Shashi Kapoor.
Lyrics: Rajinder Krishan
Music Director: Salil Chowdhury
lyrics for saavan ke raat me.n aisaa bhii hotaa hai, raahii koii bhUlaa huaa tuufaanon mein khoyaa huaa raah mein aa jaataa
hai.
Link to YouTube for video of saawan ki raaton mei aisa hi hota hai
lyrics for ye mere aNdhere ujaale na hote agar tum na aate merii zindagii mein. na jaane meraa dil ye kyon keh rahaa hai tumhe
kho na baiThuu kahiin roshnii mein.
Link to YouTube for video of ye mere andhere ujaale na hote
Raagrang (1952) starring Ashok Kumar, Geeta Bali & Sunder. Producer: Bali
Sisters Director: Digvijay Lyrics: Kaif Irfani Music Director: Roshan Lal
dil-e-beqaraar so ja mat chhed dil
lyrics for har nayii raat, nayaa dard liye aatii hai. niind aaNkhon se, bahut duur huii jaatii hai. mat chheD zindagii ke
khaamosh taar, so jaa dil-e-beqaraar so jaa.
Rajdhani (1956) starring Sunil Dutt, Nimmi, Tiwari, Purnima, Johny Walker, Naaz
& Durga Khote. Producer: N. C. Films Director: Naresh Saigal Lyrics: Qamar Jalalabadi Music: Hansraj Behl
bhuul jaa sapne suhaane bhuul jaa
lyrics for bhuul jaa sapne suhaane bhuul jaa. kaise tujh ko bhulaauN saajanaa, mai tum se duur dil Gam se chuur mere dil koo
sajan samjhaa jaa. kaise tujh ko bhulaauN.
Link to YouTube for video of bhool ja sapne suhaane
Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1961) starring Dev Anand, Waheeda Rehman, Jeevan,
Sunder, Manorama & Iftekhar. Lyrics: Hasrat Jaipuri & Shailendra Music Director: Shankar Jaikishan
tuu roop ki rani mai choron ka raja
lyrics for tu roop ki rani, main choron ka raaja ho tera mera pyaar niraala. bas ek najar aur ek muskaan mein jaane toone
kya kar daala.
Link to YouTube for video of tu roop ki rani mai choron ka raja
Sagai (1951) starring Premnath, Rehana & Yakub. Lyrics: Rajinder Krishan.
Music Director: C. Ramchandra
mohabbat mei aise zamaane bhee aaye
lyrics for mohabbat men aise zamaane bhii aaye, kabhii ro diye ham kabhii muskuraaye.
Link to YouTube for video of mohabbat mei aise zamaane bhi aaye
Sangdil (1952) starring Madhubala, Dilip Kumar, Pratima Devi, Amita, Dara Singh,
Leela Chitnis, & Shammi Director: R.C.Talwar Producer: Talwar Films Lyrics: Rajinder Krishan Music Director
: Sajjad Hussain
dil mei sama gaye sajan phool khile
lyrics for aaj priit ne toD dii bandhan kii diivaar. haar maan ke priit se chalaa gayaa sansaar. dil men samaa gaye sajan,
phuul khile chaman chaman, pyaar bhii muskuraa diyaa. mastii bharii havaa chalii, haNsne lagii kalii kalii, tum se mujhe milaa
diyaa.
Link to YouTube for video of dil mei samaa gaye sajan
Sant Raghu Lyrics: Bharat Vyas Music Director: Avinash Vyas
dagmag dole jeevan ki naiyaa aajaa
Saqi (1952) starring Madhubala, Premnath, Bipin Gupta, Cuckoo & Gope. Director:
Harnam Singh Rawail Producer : Talwar Films Lyrics: Rajinder Krishan Music Director: C. Ramchandra
kise maaloom thaa mohabbat bezubaan
lyrics for aarzuueN ro rahii hain hasraten barbaad hain. hum zamaane me.n faqat ik dukh bharii fariyaad hain. kise maaluum
thaa ik din mohabbat bezubaaN hogii, wo zaalim aasmaaN jaane merii duniyaa kahaaN hogii.
Link to YouTube for video of kis maloom that ek din mohabbat bezubaan hogi
Saugandh Lyrics: Prem Dhawan Music Director: D. Dilip
aajaa re chand mere dil ye tera hai
chali hawaayen matwaari chhed dhun
Sazaa (1951) starring Dev Anand, Nimmi & K. N. Singh. Lyrics: Sahir Ludhianvi
& Rajinder Krishan Music Director: S. D. Burman
aajaa aajaa tera intazaar hai
Link to YouTube for video of aaja aaja tere intazaar hai
School Master (1959) starring Kamini Kadam, Karan Diwan, Radha Krishnan &
Shakeela. Director: B. R. Panthalu Lyrics: Pradeep Music Director: Vasant Desai
o dildar bolo ek baar kya mera pyar
lyrics for o dildaar, bolo ik baar, kyaa meraa pyaar pasand hai tumhen. o gorii sukumaar, hamaarii sarkaar, baDaa teraa pyaar
pasand hai hamen.
Link To YouTube for video of o dildaar bolo ek baar
Shikast (1953) starring Nalini Jaywant, Dilip Kumar & Om Prakash Director:
Ramesh Saigal Lyrics: Shailendra Music Director: Shankar Jaikishan
jab jab phool khile tumhe yaad kiya
lyrics for jab jab phuul khile tujhe yaad kiyaa hum ne.
Link to YouTube for video of jab jab phool khile
Subah Ka Tara (1954) staring Jayshree, Pradeep Kumar, Naaz, Amirbai Karnataki
& Shakuntala. Producer: Raj Kamal Director: V. Shantaram Lyrics: Noor Lucknavi Music Director: C. Ramchandra
gaya andhera hua ujala chamkachamka
lyrics for gayaa aNdheraa huaa ujaaraa, chamkaa chamkaa subah kaa taaraa. TuuTe dil kaa baNdhaa sahaaraa, chamkaa chamkaa
subah kaa taaraa.
Link to YouTube for video of gaya andhera hua savera, chamka chamka subah ka taaraa.
Suhagan (1964) starring Mala Sinha & Guru Dutt. Lyrics: Hasrat Jaipuri.
Music Director: Madan Mohan
tumhi to meri puja ho tumhen dil me
lyrics for tumhiin to merii puujaa ho, haaN tumhiin to merii puujaa ho. tumhen dil men basaayaa hai. tumhiin to merii duniyaa
ho, haaN tumhiin to merii duniyaa ho, tumhen dil se lagaayaa hai.
Link to YouTube for video of tumhi to meri puja ho
Suhaag Sindoor (1961) starring Manoj Kumar, Mala Sinha, Balraj Sahni, Johny Walker
& Shubha Khote. LyricsL Rajinder Krishan Music Director: Chitragupt
baagon men khilte hain phuul qasam
lyrics for baagon men khilte hain phuul qasam terii aaNkhon kii khaa ke. aayii samajh men jo bhuul gire tere qadmon men aa
ke.
Sunehri Nagin (1963) starring Mahipal, Helen & Ulhas. Music Director:
Kalyanji-Anandji Lyrics: Gulshan Bawra
milke bhii hum mil na sake kya mila
lyrics for mil ke bhii hum mil na sake, kyaa milaa phir pyaar men. hum to sanam phuul hain vo luT gaye jo bahaar men.
Link to YouTube for video of mil ke bhi hum mil na sake
Tarana (1951) starring Madhubala & Dilip Kumar. Lyrics: Prem Dhawan &
D. N. Madhok. Music Director: Anil Biswas
nain mile nain hue baanware
lyrics for nain mile nain hue baanvre. chain kahaaN mohe sajan saaNvre.
Link to YouTube for video of nain mile nain hue baanware
seene mei sulagte hain armaan
lyrics for seene men sulagte hain armaan, aaNkhon men udaasi chhaayi hai, ye aaj teri duniyaa se hamen taqdir kahaan le aayi
hai.
lyrics in Hindi for seene men sulagte hain armaan, aaNkhon men udaasi chhaayi hai, ye aaj teri duniyaa se hamen taqdir kahaan
le aayi hai.
Link to YouTube for video of seene mei sulagta hain armaan
Telmalish Bootpolish (1961) starring Chandrashekhar, Kumkum, Agha, Madan Puri,
Radhika & Shaikh Mukhtar. Producer: Rajan Films Director: Rommey Dey Lyrics: Prem Dhawan Music Director:
Chitragupta
mahlon mei rahnewali dil hai gareeb
lyrics for mahalon me.n rahne vaalii dil hai gariib kaa, rakh le ise yaa toD de. o terii rahuuNgii sainyaa chaahe tere pyaar
me.n mujh ko zamaanaa chhoD de.
Link to YouTube for video of mehlonmei rahne wali dil hai gareeb ka
Us Ne Kaha Tha (1960) starring Sunil Dutt, Nanda, Asit Sen, Durga Khote &
Tarun Bose. Producer: Bimal Roy Production Director: Moni Bhattacharya Lyrics: Shailendra Music Director:
Salil Chowdhury
aha rim-jhim ke ye pyaare geet liye
lyrics for aahaa rimajhim ke ye pyaare pyaare giit liye, aaI raat suhaanii dekho priit liye. miit mere suno zaraa havaa kahe
kyaa, suno to zaraa, jhiingar bole chiikiimiikii chiikiimiikii.
lyrics in Hindi for aahaa rimajhim ke ye pyaare pyaare giit liye, aaI raat suhaanii dekho priit liye. miit mere suno zaraa
havaa kahe kyaa, suno to zaraa, jhiingar bole chiikiimiikii chiikiimiikii.
Link to YouTube for video of ahaa rimjhim ke ye pyare pyare geet liye
Wo Din Yaad Karo (1972) starring Nanda, Sanjay Khan, Mehmood, Shashikala, Dhumal,
Madan Puri, Tun Tun & Wasti Producer & Director: K. Amarnath Lyrics: Anand Bakshi Music Director: Laxmikant
Pyarelal
This is the last song Talat Mahmood recorded for a movie.
mohabbat ki kahaniyaan sunaane lagi
Yasmin (1955) starring Vyjantimala, Jayant, Suresh, Shyam Kumar & Rashid Khan.
Producer: Musical Pictures Director: A. R. Kardar Lyrics: Jaan Nisar Akhtar Music Director: C. Ramchandra
tum apni yaad bhi dil se bhula jate
lyrics for tum apnii yaad bhii dil se bhulaa jaate to achchhaa thaa. ye do aaNsuu lagii dil kii bujhaa jaate to achchhaa thaa.
Link to YouTube for video of tum apni yaad bhi dil se bhula jaate to achha tha
Zindagi (1956) Lyrics: Kaifi Azmi Music Director: Mohammad D. Shafi
muskuraa ke zakhm khaanaa aa gayaa
|